Lyrics
kalaapi -Andhera
[Intro]
Aanh, check, check, check! Kalaapi on the beat.
[Hook]
Gehra andhera, dil mein hai khauf ka jahan,
Khud se juda, chaand se armaan.
Do ghante se likh raha, jazbaat andar,
Ghar ke andar ghar, khud ki khud ke andar.
[Verse 1]
Kya karun, akela chhod ke, sapno ki talash,
Akelepan ka dard, baarish mein hai khud ka raash.
Teri yaadon ki chadar, dil ko kare khaali,
Zindagi ka tamasha, asli rang hai aashiq wali.
Chand ki roshni, khud ko samjhaun main,
Raat ke saaye mein, khud se baat karun main.
[Bridge]
Kidhar hai tu, yaadon ka safar bhool gaya?
Na message, na reply, kya tu khud se door gaya?
Inactive hoon main, khud se baatein,
Pehle jo tha tu, ab kyun hai door se saath ke?
[Verse 2]
Kab se hai meri jaan, teri yaadon ka kissa,
Tere bina badla, khud ko diya hai naya rasta.
Badapan ki khwahish, dosti se raah hai,
Bachpan ki yaadein, ab sirf khud ka shor hai.
Duniya badalti, par main wahi khada,
Fame ka chakkar, par dar hai kho jane ka sada.
[Bridge]
Sabko mujh se khaar hai, duniya hai badi khudai,
Top pe aane ki khwahish, bas khud ki hai raah hai.
Chup rehna mera matlab nahi, main kuch nahi dekhta,
Khud se khud ko bana ke, agar tu sochta nahi dekhta.
[Verse 3]
Khud se baatein karun, roz ka ye silsila,
Aankhein band karun, bas khud se rahun chhupa.
Kam dosto se baatein, rakhun bandon se door,
Has ke baatein karun, dosti hai mere saath puri,
Ain't rude, bas side nahi le paata,
Dono taraf se jalan, jhoot ka hai chaala.
Nazarein maqsad par, badi hai meri raah,
Umar bees, par seekh gaya jeet ka khaas.
[Outro]
Aise hi seekhta, aise hi chalta,
Roz gir kar uthta, zindagi ki raah pe chalta.
Aise hi seekhta, zindagi ke rang,
Bees saal ki umar, par seekh gaya main sang.